Ishq E Mamnoo Episode 04 By Mohammad Shoaib
Read Online Ishq E Mamnoo Episode 04 By Mohammad Shoaib Specially written for Paksociety readers
Mohammad Shoaib is a new writer, Paksociety is proud to publish his Romantic Novel “Ishq E Mamnoo” online. Currently It is available for online reading only but we will add downloading link after completion of novel
Request:-
Kindly Give us your Opinion using facebook comments or website comments. We will try to respond to each and every comment.
Comments will be appreciated
Advertisement:-Kindly Use Below numbering for next pages
Showing Page #5 of 10
Intazaaar……..intazaar aur bas intazaar…
iss epi k liye na jaane kitna intaaar kiya… aur aakhir kaar das din k kehne k baad bees din baad upload ho hi gai. jese hi epi parha start ki to aisa lga k 3rd epi mein hone wale waqiaat bhool chuke hain, iss liye thora sa us ko bhi touch diya then 4th start ki. Tabaa ki khamoshi and phr Rafida ka behlana acha laga magar Haziq ki entry to hamesha ki tarhaa lajawab thi, aur phr tabaa ka uss k liye sochna bhi lajawab raha. jab umeed par scene aaya to hamesha ki tarha bas theek laga. umeed ka character zara bhi aankh ko nahi bhata.. magar waha par Afreen ka sochna aik gumaan mein zaroor dalta hai. Mehroomi ka ahsaas hai uss mein. to doosri taraf Ahtashaam jab office mein Sahba se baat karta hai to waha pr bhi mehroomiyo ka amal dakhal raha jab dono aik sa feel karte hain to aik doosre ko Q nahi batate???????
uss kbaad jo halki phulki batein thi eo to dil ko bhaa gai.tabaa aur haziq kafi pasand karte hai lagta hai aik doosre ko.aur jab ghar mein haziq apne parents k sath hota hai wo to fully emotional scene tha. kuch bhi kaha nahi ja skta uss k bare mein. kese uss ki koshish raigaa gai.. seriously rona aa giya .. Bechara Haziq …………!!!
ab next epi ka be sabri se inazar hai, bas aik request hai k next epi itnaaaaaaaaaaaaaa lait na ho pleaseeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee