Imran Series By Ibn-eSafi

Kindly use Ctrl+F to find your desired Imran Series

For any dead link kindly comment on specific post

Advertisement
No.English List
1Khaufnak Imarat,Chatanon Men Fair,Pur Asrar Cheekhain
2Bhayanak Aadmi,Jahanam Ki Raqasa,Neelay Paranday,Saanpoan Ke Shikari
3Raat Ka Shehzada,Dhuain Ki Tehreer,Larkiyoan Ka Jazeerah,Patthar Ka Khoon
4Lashoan Ka Bazaar,Qabr Aur Khanjar,Aahni Darwaza
5Kaalay Charaagh,Khoon Ke Piyasay,Alfhansay,Darindoan Ki Basti
6Gum shuda Shahzadi,Hamaqat Ka Jaal,Shafaq Ke Pujari
7Qasid Ki Talaash,Raai Ka Parbut,Pagal Kuttay
8Piyasa Samandar,Kali Tasweer,Sawaliya Nishan
9Khatarnak Lashaen,Gaind Ki Tabah kari,Char Lakeerain
10Chalees Aik Bavan,Atishdan Ka Buut,Jaroan Ki Talash
Advertisement:-
No.English List
11Imran Ka Aghwa,Jazeroan Ki Rooh,Cheekhti Roohain,Khatarnak Juwari,Zulmaat Ka Devta
12Heeroan Ka Faraeb,Dilchasp Hadisa,Be Aawaz Sayyarah,Daerh Matwalay
13Billi Cheekhti Hai,Lo-Bo Li-La,Seh Ranga Shola,Aatishi Badal
14Geet Aur Khoon,Doosri Aankh,Aankh Shoala Bani
15Sugar Bank,Taboot Main Cheekh,Fazai Hangama
16Tasweer Ki Uraan,Giyaarah November,Minaroan Waliyaan,Sabz Lahu
Advertisement
No.English List
17Behri Yateem Khana,Pagaloan Kee Anjuman,Halaku Aend Ko
18Paharoan Ke Peechhay,Buzdil Soorma,Dast e Qaza,Ashtray House
19Uqaboan Ke Hamlay,Phir Wohi Aawaz,Khoonraez Tasadum,Tasweer Ki Maut
20King Chaang,Dhuaein Ka Hisaar,Samandar Ka Shigaaf,Zalzalay Ka Safar,Black And White
21Na Deedah Hamdard,Adhoora Aadmi
22Operation Double Cross,Kher Andesh,Point Number Barah,Aidlaawa
23Bemboo Kesil,Maasoom Daranda,Begum X-2,Shahbaz Ka Basera
24Reshoan Ki Yalghar,Khatarnak Dhalaan,Jangal Main Mangal,Teen Sanki
25Aadha Teetar,Aadha Batair
26Allama Dehshatnak,Farishtay Ka Dushman,Bechara Shahzor,Kali Kehkashan
27Seh Rangi Maut,Mutaharik Dhariyan,Joank Aur Nagan,Laash Gaati Rahi
28Khushboo Ka Hamla,Baba Sug Parast,Mehektay Muhafiz
29Halaakat Khaiz,Zebra Man,Jangal Ki Sheheriyat
30Mona Leeza Ki Nawasi,Khooni Fankar
31 iMaut Ki Aahat,Doosra Rukh,Chatanoon Ka Raaz
31 iiThanda Suraj,Talash e Gumshudah,Aag Ka Dairah,Larazti Lakeerain
32Patthar Ka Aadmi,Doosra Patthar,Khatarnak Ungliyan
33Raat Ka Bhikari,Aakhri Admi
34Doctor Duago
35Joank Ki Wapsi,Zehrili Tasweer,Bebakon Ki Talash

Important Notice:-

  • We will not be able to add links or update links on random requests.
  • Send us your request by sending message on facebook page.
  • Do not request for too much old book.
  • Do not ask for same question again and again.
  • Respect admins.
  • Request will be fulfilled on your number, in peak days or due to busy schedule you might have to wait for months.

Comments via Website

69 thoughts on “Imran Series By Ibn-eSafi

    1. Ibn e safi is original…. he is the creator of all these characters…. rest all are just NAQAL….

  1. Please Agr Kisi Ne Ye Novel Parha Hai To Us Ka Name Bata De Name Bhool Gaya Hai Main Ne Novel Parha Tha Story Bhi Nahein Yaad Arhi Aik Dialogue Yaad Hai Please Bata De Koi:

    Imran: “Kesy Hain App Hazoor?”
    2nd Man: “Mery Sath Is Tarah Baat Mat Karo”
    Imran Us K Shoulder Pe Hath Rakh K: “Aby Suna Kesa Hai Bhootni K?”

  2. A.O.A Koi aise imran series hy jis ma imran x-2 bnny ka erada krta hy or secrit service wjod ma ati hy???? or es k elawa koi aise series kis ma imran k walid ko us k x-2 hony ka pta chala ho

    1. Walikum AS Salam Jab Imran X-2 Bana Tha Wo Ibn e Safi Saab Ka 9th Novel Hai “Dhuwein Ki Tehreer” 3rd Jild Mein Ye Novel Hai Is Forum Pe

      Or Ibn e Safi Saab Ka Koi Esa Novel Nahein Jis Mein Imran K Dad Ko Shak Hoa Ho K Imran e X-2 Hai Lekin Wo Confused Zaroor Ho Jaty Hain Jab Army K Bary Officers Imran Ko Salute Karty Hain Doctor Duago Mein

    1. Imran se pehle X2 ka koi wajood nahi hai. Sir sultan ne Imran ke mashwara pe Imran ke raaz ko posheeda rakhne keliye X2 ke wajood ki ijazat di thi.

  3. Bebakon k talash k bad ibn safi k navols khtam ho gay r baqi hai Kia? R ager hai tu list me shameless zaror Karen r ager nahi ha tu is k bad Kon se dekain,

  4. Assalam o Alaikum, me ne Ibn e Safi sir ki jasoosi dunia complete prhi or Imran series k 29th part pe hn or I think k Ibne Safi sir ne agr kahin kch uncomplete chora hy to uska next part next novel me ya us k agay k kisi novel me zrur hy x2 ka character ya uski team k bary me clearly btaya gya hy k Imran ne apni alag team or alag deraptment bnaya jiska srbrah wo x2 k name se bnta hy,agr ap logon ne koi ek b story dhyan se prhi hoti to itny stupid questions ni krty bal k appreciate krt writer ko but so sad….

  5. Mzahar kaleem sahab ne imean series mature style m likhy hn ibn e safi ka style bilkul bachon jesa h

    1. Mazhar kalim k novels me wah baat nhi h un ibne safi k novels me har charater apni jagh fit h aur mazhar kaleem ne sare kirdaron ki mitti paleed ki h

  6. Mazhar kaleem sahab aik achay likhari zaroor hein, per un key jumloon mey wo chashni aur apnayat nhi milti jitni key Ibn-e-safi key novels mey milti hein, dosra ye key mazhar kaleem ney imran ko aisa pesh kiya hey jaisey koi filmi hero … jo maar nahi kha sakta …. jubkey ibne-safi key novels mey un key even negative characters bhi bharpoor aur takar key hein… furthermore, mazhar kaleem ka Imran — ney dossrey tammam characters ko peekha ker diya hey…. jubkey ibnesafi mey jo saathi Imran key saath hein wo bhi apni masraf rakhtey hein ………. so please don’t compare the original with copycats…….

    1. Sir imran series
      Tital app pad chuckein hain
      Kya app chatein hain imran series ke badle
      Pak secrate service

  7. Assalam.o.Allaikum
    (Late) Ibn. E. Safi shb is the creater of this character .
    Unka Ali Imraan behtreen aam lakin aqalmand aadmi tha.
    Mazhar kaleem M. A shb ny usy tajurbaat ki bhatti mai daal kr mature kr diya. Ab wo behtreen aadmi k sth behtreen jasoos, behtreen figher or behtreen leader bn chuka.
    (Late)Ibn. E. Safi sahab is great. May his soul rest in peace.
    But mazhr kaleem sahab is little much better.
    May he live long.
    Aamin.

  8. IBNE SAFI IS KING OF SPY WRITER…IMRAN SERIES YA JASUSI DUNYA KA AIK AIK NOVEL 10 BAR B PARHO PHR B TISHNAGI BAAKI RAHTI HAI… MY MOST FAVOURITE <3 … OR SB SAI BURA WRITER (IN MY OPINION) MAZHAR KALEEM… JS NAI IBN E SAFI K KIRADARO KI MATTI PALEED KR RAKHI HAI KHAAS KR IMRAN KI… US KO TO JIN BNA KR RAKH DIA HAI… JAMES BOND KA BHATIJA BANA RAKHA HAI IMRAN KO WO B SUPER MAN KI POWER K SATH…

    1. Mere khayal main mazhar kaleem sahib nai dunye nai zamane ke sath chal rahe hain…abne safe ka apna door tha …insan ko aghay he bharna chaia

      1. Mr zulfiqae mirza
        Novel ke shuru main app ko bata diya hai
        Ke imran hairat hangej salaiton malik hai
        A jaan kar bi A sawal putch ne matlab.

  9. Assalam o Alaikum! me ny Ibne Safi sahab ki tamam tsaneef ka mutala kia hy aur no doubt he is THE KING of spy novels, Mazhar Kaleeem Sahab ny imran ki nehaiat ghatia tsweer paish ki hy, Mazhar sahab k kisi b novel me Jassosi ka Jeem bhi ni milta, har jagga bas thaa thaa thaa jis k beech me sy imra jin ban k nikal jata hy, ye jasoosi ni hoti. Ibne Safi ki saari Jilde parhe, apko pata chale ga Jasooosi kia hoti hy, imran k sath sath Reader b case solve kr ra hota hy and thats the art of Ibne Safi. Salute to the Great Ibne Safi.

  10. AP Sab Jo k mazhar kaleem ko parhty hain zara ye to btayen k kabhi kisi bhi mulk k writer ny apni marzi sy kisi dosry writer k characters ki mati paleed ki hy na mazhar kaleem ko jasosi k bary main pata hy na hi fiction ka.Fiction ka matlab ye nahi hota k apni marzi sy sab farzi chezain thons do us main reality ka bhi dhakhl hona chahiya.Ibn-e-safi was great and second to none.

    1. U are right ibne safi jaisa koi bhi aira gaira writter nhi likh paya h
      I LOVE imran character
      And i m big fan of ibne safi

  11. IBN A SAFI SIR KA LAST NOVEL BEBAKON KI TALASH THA JIS K BAD WO EXPAND KR RHY THY SECRET SERVICE KO PER ,,,,,,

  12. Tajasus ibn safi SB k navlon KA WO ansur h Jo ksi aor writer k novel m nai. Ap Sara novel path Jaen to akhir m pata chalta h k asal muamla kya tha.novel k sath qari KA apna zehn b dorta rehta h k ab kya hone wala h.is k ilawa ibn safi k tamam kirdar mafoq ul fitrat nai.blke Sam admi hi h.

    1. US ZAMANY MEN HUM IBNE SAFI KI BOOKS KHAREED KER BHI NAHI PARH SAKTY THEY. KEYON KHE MAIN SCHOOL KA STUDENT THA. APNI AAMDNI NAHI THI. BAAD MEN JUB GRADUATION KEY BAAD KUWAIT CHALA GAI. TU PHIR DOBARA IBNE SAFI KEH NOVEL PARY. AAJ CANADA KI SARI LABRARIES MEN KUCH NA KUCH IBNE SAFI KI TAKHLIQAAT MIL HI JATI HAIN. AUR YEH DEKH KER BAHUT KHUSHI HOTI HAI. WESY TU AB ONLINE BHI UNKI HER TASNEEF MOUJOD HAI.
      NOOR KHAN, TORONTO, 647-309-0423.

    2. One of the quality of IBNE-SAFI is that he withdraw the reader with him in the imagination. I fantasize that environment of 50’s , 60’s and 70’s.

  13. Aap log yakeen na krenge but ek waqt me jab novels sirf books ki haisiyat me aate the us waqt mene Ibn safi ke novels bht mushkil se jama kiye the aur ek din kisi ne mere ghar se sirf wo novels hi chura liye… Aur kisi cheez ko hath b na lagaya… Ye thi real craze ibn safi ki..

    Allah ka karam he ke online site pe wo sab novels dobara mjhe mil gaye…

  14. Koe dost rehnumai kr sakta ha k ibn e safi shb k kn se novels men yeh sari seecret sarvis bani ha aur imran x2 kesy bana kab bana plz

  15. sir
    mny bi kxh afsany likhy hain un ko publish ka tariqa nhi aata plz kxh help mil skti hai thori si jga agr ap ky digest my mil jaye??

  16. Asalam wa alaiakam to all members. Kya kisi respected brother ya belove sister ko ye baat pata hai tou plz kindly share kar dijye..
    1. Konse novel may imran ko jozaf mila??
    2. Konse novel may julia agai secret service may??
    3. Secret service konsay novel may bani thi???
    Plz agar kisi ko pata hai tou kindly bata dijye.. tooo much anxious to read…. with great eagerness…. thanxxxx to all.

  17. I am waiting for answer… plz… agar kisi ko.pata hai tou bata dijyeeee…. shall be greatful to [him or her]…. thanxxxxx fellas…??

  18. Ager AAP me kisi Ko ye pata h k sarjant Hameed ki aab beeti kis novel me h to plz uska Naam Bata den bht meherbani hogi dosto

  19. AOA.. Mai nay Ishtiaq Ahmad sahib k taqreeban half novels parhe hai.. Us k baad Ibne Safi ka Saare novels jasoosi dunya aur Imran Series (My Favorite of All time) Last Jild mai hun ab.. Arz ye hai k in k bad kon sa pharun ju aap recommend karenge.. Ju positive hu aur interesting hu.. Aur Is tara tarteeb shudda novels(Great Work PAKSOCIETY) Ishtiaq Sahib k mil jayenge ju pore k pore hun biltarteeb 1 to 800(I think).. Kindly Share with me if any one need some (without tarteeb) novels of ishtiyaq ahmad i have some upto 100-150..
    Note: Kindly do not compare Ishtiaq sahib and Ibne Safi Sahib with others.. All have thier own place..

    1. I started reading Imran Series by Mazhar Kaleem in age of 11 (in 2004) and first novel was Secret Service Mission. I got addicted and read almost all novels by Mazhar Kaleem by 2014. Then I abandoned reading during my graduation but occasionally once a year used to read one or two novels.
      By 2022, I started considering Imran as just third rate fictional character, although I respect Mazhar Kaleem.

      Then one day, I started Imran Series by Ibne Safi just to kill time. First 2,3 novels seemed so so, as I was used to some supernatural Imran, but after that it was lit. I have read all novels by Ibne Safi (Imran and Fareedi both) twice and still I have thirst to read again.

      In my opinion, the initial novels by Ibne Safi are even more suspenseful. His non-science fictions are even better.
      In Mazhar Kaleem’s novels, 80% time you see same five characters doing repetitive tasks.
      Ibne Safi’s depiction of characters was more alive. His reasoning for Imran’s foolish behavior made sense.

      He was no doubt the ultimate spy writer in Pakistan’s history, and no one can replace him regarding Imran Series.

  20. Bhai jan imran ki kahani khan se start hoti ha matlab phela novel jis ma imran kam karna shuru karta ha start sa agr kisi bhai ko pta ha to bta da plz

  21. Please tell me koi eaisy ibny Safi k novels Jin main faridi or imran Ny akthy kam kia ho Mujy sirf 1 he Mila ha..

  22. Please tell me koi eaisy ibny Safi k novels Jin main faridi or imran Ny akthy kam kia ho Mujy sirf 1 he Mila ha..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Comments via Facebook

Pin It on Pinterest