Ishq E Mamnoo Last Episode By Mohammad Shoaib
Read Online Ishq E Mamnoo Last Episode By Mohammad Shoaib Specially written for Paksociety readers
Mohammad Shoaib is a new writer, Paksociety is proud to publish his Romantic Novel “Ishq E Mamnoo” online. Currently It is available for online reading only but we will add downloading link after completion of novel
Request:-
Kindly Give us your Opinion using facebook comments or website comments. We will try to respond to each and every comment.
Comments will be appreciated
Advertisement:-Kindly Use Below numbering for next pages
Your Opinion:-
What are your views about this beautiful piece of writing?? Do not forget to add a comment below for others and to give your feedback to writer.Your opinion matters for Us.
Showing Page #8 of 8
nice, novel. shuroo se aakhir tak acha tha . end to bohat hi ziada umda rahi. bechari tabaa kesi qismat pai uss ne. uss ki muhabbat ka utaar charhaao bohat umda tha. aur uss ka haziq ko rafida k sath shadi ka kehna bhi sahi tha. bhala wo kisi aise larke se shadi kese kar skti thi, jiss ne kisi aur girl k sath apna daman mela kiya ho. bohat acha kiya tabaa ne , bechari bohat roi thi. aur phr haziq ka khud kushi…. ufff kitna dar naak scene tha. hero jab khud kushi kare to jaan nikal jati hai. wese khud kushi k scene mein smjh nahi aai k khud kushi kar kon raha hia hero ya heroin? itna suspens …. phr letter mein hi kuch clear howa. bechara haziq … ending waqai rula dene wali thi…
new novel ka intazaar rahe ga … wese kon sa hai new novel iss writer ka ?
thank u so much mahtab
aik baat kehna bhool giya …
k next novel jald hi shuroo kijiye ga . bcz different style tha likhne ka iss writer ka .. 1st time read kiya ..iss writer ko .
Bohat Umda Love story thi. HAziq aur taaba ki muhabbat kafi alag thalag mehssos howi. kabhi haziq ka toot ka chahna to kabhi apni nafrat ka izhaar karna, sab kuch aik dam perfect tha. muhabbat mein ghalat fehmiyan na ho bhala aisa kabhi hota hai? tabaa ki aik ghalti ne uss se haziq ko cheen liya. haziq ne jo bhi kiya sahi kiya. sari ghalti tabaa ki thi. uss ko aisa nahi karna chahiye tha. dhoka nahi dena chahiye tha ya phr kam se kam sach bata dena chahiye tha haziq ko. khair jo howa so howa, ending bohat sad and achi thi. haziq ki khud kushi bohat sad kar dene wali thi. poora novel acha raha. next ka intazaar rahe ga . tab tak k liye all the best
Thank u so much
Bohat bohat acha novel raha. start to end behtareen tha. no words … perfect and most faboluos . please give me others novels link of this writer